14 years of 'Kal Ho Naa Ho': Dialogues that will always be etched in our hearts
'Aaj ... aaj ek hasi aur baant lo ... aaj ek dua aur maang lo ... aaj ek ansoon aur pee lo ... aaj ek zindagi aur jee lo ... aaj ek sapna aur dekh lo ... aaj ... kya pata, kal ho naa ho'
Trending Photos
New Delhi: Shah Rukh Khan, Preity Zinta and Saif Ali Khan starrer 'Kal Ho Naa Ho' has completed fourteen years today! Indeed, time flies faster than we realise. The movie received an overwhelming response from the audience as well as critics. Who can forget SRK's epic oneliners from the film, such as 'Say Cheese' and Preity Zinta's librarian spectacles?
Here are some of the best dialogues from the film that will always be etched in our hearts:
1. Indeed, nobody knows the future!
'Aaj ... aaj ek hasi aur baant lo ... aaj ek dua aur maang lo ... aaj ek ansoon aur pee lo ... aaj ek zindagi aur jee lo ... aaj ek sapna aur dekh lo ... aaj ... kya pata, kal ho naa ho'
2. Well, we wish it was that easy. Right boys?
'Che din ladki in ... sirf che din!'
3. And the epic dialogue that got us ROFL:
'Laal mere dil ka haal hai ... lagta tumpe kamaal hai ... yeh tofha nahin sawaal hai ... kya Subhash Ghai ki picture Taal hai?'
4. At last, words of wisdom!
'Jitna tum ladki ke peeche bhaagoge utna hi woh tumse door bhaagegi ... agar tum ladki ke peeche nahi bhaagoge toh woh confuse ho jayegi aur tumhare peeche bhaagegi ... yeh pata karne ke liye ki woh confuse kyun hai'
5. This diary scene dialogue is EPIC. Keep those tissues handy!
'Naina kaash mein tumhe bataa sakta, mein tumhe kitna chahta hoon. I love you, I love you very very much Naina. Main aankhein band karta hoon toh tumhe dekhta hoon, aankhein kholta hoon toh tumhe dekhna chahta hoon. Tum paas nahin hoti toh tumhe charon taraf mehsoos karta hoon. Har pal har ghadi har waqt mere naina mere Naina ko doondhte hain. Ise pyar kaho, paagalpan ya mere dil ki dhadkan. Mere liye ek hi baat hai. Pyaar toh bahut log karte hain, lekin mere jaisa pyar koi nahin kar sakta, kyonki kisi ke paas tum jo nahin ho. Main tumhe bhool nahin sakta Naina. Main tumhe bhoolna hi nahin chahta. Tum meri ho, main tumhe zindagi bhar pyar karoonga. Marte dam tak pyar karoonga aur uske baad bhi.'
6. Hmm, something to think about!
'Tumhare paas joh hai tumhare hisaab se kam hai ... lekin kisi doosre ke nazar se dekho ... toh tumhare paas bahut kuch hai'
7. Love is friendship, friendship is love...agreed?
'Pyar ka pehla kadam dosti hai, aur aakhari bhi ... bus beech ke kadam reh gaye hain'
Stay informed on all the latest news, real-time breaking news updates, and follow all the important headlines in india news and world News on Zee News.
Live Tv