Revisit The Iconic Kal Ho Na Ho With These 7 Dialogues

Jivisha Shrivastav
Jan 27, 2025

1.)

"Aaj ek hasi aur baant lo, aaj ek dua aur maang lo, aaj ek ansoon aur pee lo, aaj ek zindagi aur jee lo, aaj ek sapna aur dekh lo, aaj, kya pata, kal ho naa ho"

2.)

"Main aankhen band karta hoon toh tumhe dekhta hoon aankhen kholta hoon toh tumhe dekhna chahta hoon tum paas nahi hoti ho toh tumhe chaaron taraf mehsoos karta hoon har pal, har ghadi, har waqt"

3.)

"Pyar ka pehla kadam dosti hai, aur aakhri bhi bus beech ke kadam reh gaye hain"

4.)

"Pyar toh bahut log karte hai lekin mere jaisa pyar koi nahi kar sakta kyun ki kisi ke paas tum jo nahi ho"

5.)

"Main tumhe zindagi bhar pyar karoonga aur marte dam tak pyar karoonga aur uske baad bhi"

6.)

"Tumhare paas joh hai tumhare hisaab se kam hai lekin kisi doosre ke nazar se dekho toh tumhare paas bahut kuch hai"

7.)

"Soocho, soocho aur soochne ke liye main tumhe apni saari zindagi deta hoon"

VIEW ALL

Read Next Story