Puri Duniya aisi hai, sabko jhuth pachta hai, lekin ek choti sa sach kisiko nahin jata.
Ghar ki auratein saas, nanad, devrani, jethani sabhi ban jati hai. Lekin Saheli nahin ban pati ek doosre ki.
Aurat Anaaj ugaa bhi sakti hai, paka bhi sakti hai. Bacha paida bhi kar sakti hai, bada bhi kar sakti hai. Dekha jaye toh aurat ko mardon ki kauno khas zarurat waise hai nahin. Par ee bat agar auraton ko pata chal gayi toh mard bichara ka baja na bajj jayega?
Kala Saraswati Maa deti hai aur Devi Maa koi fizol cheez degi?
Duniya bhat ajeeb hai, har chiz jo dikhti hai woh waise nahin hoti.
Khud ka saath akele khushi se rehna bahut mushkil hota hai, Phool. Haan ek baar seekh liye koi tumko taqleef nahin pahucha sakta.
Toh Kaa ab auraton ki pasand ka khaana banega (laughs). Dikat toh ee hai ki humko ab woh bhi yaad nahin ki humko kya pasand hai.
Ee desh main ladki logon ke saath hazaron saalon se ek fraud chal raha hai, oka naam hai ‘bhale ghar ki bahu beti’.